Raat ki tanhai mein unko awaaz diya karte hain
Raat mein sitaaron se unka zikre kiya karte hain
Woh ayen ya na ayen humare khwabon mein ,
Hum toh bus unhi ka intezaar kiya karte hain...

No comments: