Jaan chali jati hai meri..
jab tum mere saamne nahi hote ho,
wo pal jo hum dono ne saath guzare the.
kitne haseen the wo pal..
Tumse door rah rah kar,
mujhse aur raha nahi ja raha hai.
Mai ab aur or kya kar sakta hu,
bus sirf ek hi kaam kar sakta hu.
Tumhare liye apni jaan de sakta hu...

No comments: